Koyi aankhoun se bat kar leta hai



Koyi aankhoun se bat kar leta hai
Koyi aankhoun mein mulaqat kar leta hai
Bara mushkil hota hai jawab dena
Jab koyi khamosh reh kar sawal kar leta hai

No smoking ka board nahi dikhta?



Man was smoking in a bus, condctor said, “No smoking ka board nahi dikhta?”
Man: Saale uske side main “Always wear condom” ka board bhi hai ab woh bhi pehen ke bethu kya?

Hoti hai bahot ki muraade puri



Karte hai log dil ki baate mandir pe
Koi chauk pe to koi hari ped ki chhau mein
Hoti hai bahot ki muraade puri jake valentine mein
Aaj magar hum kuch khaas karte hai
Ke bulate hai apko hum smsfunonline pe.

Diwali ki dhero shubh kamanaye



Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar pariwar samaj me banoge sartaj,
Yehi kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki dhero shubh kamanaye

Naseeb apna banale mujh ko



Apne hathoun ki lakeero mein basa le mujh ko
Mein hoon tera to naseeb apna banale mujh ko
Mujh se tu poochne aayi hai wafa ke mani
Yeh teri sada dilli maar na dale mujh ko

Suno gaur se pepsi walo



Suno gaur se pepsi walo,
Buri nazar na coke pe dalo,
Chahe jitna dew pila lo,
Sabse aage hoga NIMBU PANI!!
Hai na hum pure hindustani

Pages (858):[1]2345»...Last »