Bewafa, Dard and Tragedy SMS Messages

Dil dhadakta hai abhi

(2 votes, average: 4 out of 5)
 Loading ...

Diqqat ho rahi hai dafn hone me abhi,
Tasweer na sahi tasawwur hai abhi,
Jaam na sahi tisnagi hai abhi,
Saanse tham gayi hai dil dhadakta hai abhi

Na who chahary hi nazar aatye hai

(4 votes, average: 3.25 out of 5)
 Loading ...

Aab woh munzir na woh chahray hi nazar aatye hain
Mujh ko maloom na tha khawab bhi mit jatay hain
Jany kis hal main hum hain kay humain daik kay sub
Ek pil kay liay ruktay hain guzar jaty hain

Chala jaaoon ga main ye jahan chor kar

(7 votes, average: 3.86 out of 5)
 Loading ...

Is aas main chala jaaoon ga main ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuch kaam aaye ga
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aaye ga

Aise umeed na kiya karo

(5 votes, average: 3.6 out of 5)
 Loading ...

Hawa main diya lagakar na bujhne ki umeed mat kiya karo
Bujh jayegi diya sahi jagha ki talash kiya karo
Bina bataye, bina jataye koi maan ki dard jane
Aise umeed na kiya karo
Khud talasho vaise humdard ko
Kisi aash pe na baitha karo.

The tradegy about life is not death

(3 votes, average: 3.33 out of 5)
 Loading ...

The tradegy about life is not death itself
But it’s when something dies within you while
U still alive bcoz u live 2 fell the hurt,
Love is very important in life and it almost died within me
But u came and rescued it.

Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai

(3 votes, average: 5 out of 5)
 Loading ...

Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai .

Tujhe bhoolne ki vade kartre hai

(5 votes, average: 2.8 out of 5)
 Loading ...

“Bhoolneki tujhe najane hum kitne vade karte hain,
Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain,
Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki,
To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain “

Kisi aur ke dildar ban gaye

(7 votes, average: 4.86 out of 5)
 Loading ...

Pata hi nahi chala kab woh dost se hamara pyar bangaye,
Saath gujare hua kuch pal aaj yaadgar ban gaye,
Kar na sake unse izhaar hum is baat ka,
Aur dekhte hi dekhte woh kisi aur ke dildar ban gaye.

Dil jo dooba aash ke gam me

(2 votes, average: 5 out of 5)
 Loading ...

Dil jo dooba aash ke gam ankh me machal gaye,
Ek chirag kya bujha sau chirag jal gaye,
Meri unki raah bas itni der ek thi,
Do kadam chale hi the ki raste badal gaye.

Kuchh nahi bacha hai

(4 votes, average: 4.75 out of 5)
 Loading ...

Har udasi hai mere dil par chhayi hui,
Har khusi hai mujhse ghabrayi hui,
Kuchh nahi bacha hai meri zindgi ke daman me,
Chand kaliyan hain wo bhi murjhayi hui.

Pages (48):« First...«3940[41]4243»...Last »