I wish you a very happy eid
With all the roses perfume
And with all the lights in the world,
And with all the childrenTs smiles
I wish you a very happy eid!
With all the roses perfume
And with all the lights in the world,
And with all the childrenTs smiles
I wish you a very happy eid!
Eid ke is mubarak khusnama din..
Ko meri allah se yeh dua hai ki
Apki zindagi is eid ke khushnuma din
Ki tareh hamesha khushiyon se bhari rahe.
The moon been sight,its time to celebrate,
the end of the fasting in a special way.
To friends & family a very happy Eid Mubarak!!
Mausam mast hai…
Mahool zabardast hai…
Eid ki taiyaari main sab vyast hain…
Socha tha call kar ke wish kar dain…
Par pata chala…. “Iss route ki sabhi lineain vyast hain”
“Happy Eid”
Teri deed jisko naseeb ho wo naseeb khushnaseeb hai,
Teri yaad hai meri zindagi tujhe dekhna meri eid hai.
Dua hai manao haaroon saal EIDAIN tum .
Musarratoon ki her ghari tumhain mubarak ho..
Sunhari dhup barsat ke bad,
Thodi si khushi har bat ke bad,
Usi tarah ho mubarak app ko
Ye nayi subah kal rat ke bad….Happy eidday.
Kuch dair tu dil ko chain milay
Kuch rooz tu man ka phool khilay
Kehtay hain Eid ki amad hai
Ab log bhi kuch taeed karain .
Eid ae zamanay main
Tum gir paray gusal khanay main…
Aam kay rass ko juice kehtay hain
Jo eid card na day usaay kanjuice kehtay hain..
Sonay ka kara konay main para
Eid card dayna hi para…
Ramzan may na milsakey,
Eid may nazrein hi milaa lo.
Haath milaney se kya hoga?
Seedha galey hi lagaa lo.