Happy Diwali Greetings and SMS Messages

Apno ka pyaar



Makki ki roti, Nimbu ka aachar,
Suraj ki kirne, Khushiyo ki bahar,
Chand ki chandi, Apno ka pyaar,
Mubarak ho aapko, DIWALI ka tyohar.

“HAPPY DIWALI”

Safalta kadam chumti rahe



Safalta kadam chumti rahe,
Khushi aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI sharma jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki,
BALAJI bhi dekhte reh jaye.
Happy Diwali

Dhaan ki barsat ho



Aaj se aap ke yahan,
Dhaan ki barsat ho,
Maa laxmi ka vas ho,
Sankatto ka nash ho
Har dil par aapka raj ho,
Unnati ka saar par taj ho,
Ghar mein shanti ka vas ho
“Happy Diwali”

Duniya ujalo se roshan ho



Diwali parva hai khushiyon ka,
Ujalo ka, laxmi ka…Iss diwali aapka
zindagi khushiyon se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
Ghar par maa laxmi ka aagman ho.
Happy Diwali.

Deepo ka didar



Deepawali mein deepo ka didar
Khusiyo ke sath mubarak hajar.

“Happy Diwali”

Subh awasar pe



Deepawali ke subh awasar pe yaad aapki aaye,
Shabd shabd jhod kar deta tumhe badhai.

Diwali Mubarak

Pages (10):«[1]2345»...Last »