Diwali ki dhero shubh kamanaye
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar pariwar samaj me banoge sartaj,
Yehi kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki dhero shubh kamanaye
Laxmi aayegi itni ki sab jagah naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar pariwar samaj me banoge sartaj,
Yehi kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki dhero shubh kamanaye
For this, is a special time when family
And friends get together,for fun.
Wishing laughter and fun to cheer your days,
In this festive season of diwali and always!!!!!!!!
“Happy Deepavali”
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen,
Dukhon ka naas karen.
Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare.
Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen.
Happy deepawali
Deep jalte jagmagate rahe,
Aap humko hum aapko yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai
Aap chand ki tarah jagmagate rahe
“Happy diwali”
Deepawali ka ye paawan tyohar,
Jeevan mein laye khushiya aapar,
Laxmi ji viraje aapke dwar,
Subhkamnayen hamari karen sweekar!!
Wish u & ur family happy diwali
Aaj se aap ke yahan…
Dhan… Ki barsat ho,
Maa laxmi ka… Vas… Ho,
Sankatto ka…. Nash… Ho
Har dil par aapka… Raj… Ho,
Unnati ka sar par… Taj… Ho,
Ghar me shanti ka…. Vas… Ho
* Happy diwali *
Diwali parva hai khushio ka,
Ujalo ka, laxmi ka….
Is diwali aapki jindagi khushio se bhari ho,
Duniya ujalo se roshan ho,
ghar par maa laxmi ka aagman ho…
“Happy diwali”
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de,
Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par,
!! Happy diwali !!
Aai aai diwali aai, saath me kitni khushiya laayi
Dhoom machao, mauz manao, aap sabhi ko diwali ki badhai.
“Happy Diwali”
Diwali aai, masti chhahi, rangi rangoli,
Deep jalaye, dhoom dhadaka, chhoda phataka, jali phuljadiyan,
Sabko bhaye, “happy diwali”