SMS karna chhod do?
Rahul ke baap ne kaha, “Ghar chhod do”
Maa ne kaha, “Girlfriend chhod do”
Girlfriend ne kaha “Sarab chhod do”
But my dear friend tumse kisne kaha, “SMS karna chhod do?”
Rahul ke baap ne kaha, “Ghar chhod do”
Maa ne kaha, “Girlfriend chhod do”
Girlfriend ne kaha “Sarab chhod do”
But my dear friend tumse kisne kaha, “SMS karna chhod do?”
Hitler raha nahi,
Saddam pakda gaya,
Bin Laden ka thikana nahi,
Veerapppan mara gaya,
Aap bhi dikhte nahin,
Lagta hai dharti par satyug aane wala hai
Lab khamosh johate hain jab tum samne aate ho,
Dil dhadkta hai jab nigahe milate ho,
Saans rukti hai jab tum muskarate ho,
Dil kamjor hai mera,
Itna kyon darate ho?
Try 2 understand n don’t disturb me more.
Leave me alone.
Last night I didn’t sleep thinking of u.
So don’t play with my life.
- Sardar says 2 mosquito.
Dil mei basa hai pyaar tera,
Aankho mei basi hai tasavir teri,
Jab bhi aati hai yaad teri,
Ham dekhte hai: TOM AND JERRY.
Tajmahal ko dekh kar bola, shahjahan ka pota:
Aaj hamara bhi bank balance hota agar dada diwana na hota
Khud ki mohabbat tabah kaun karega,
Sabhi nek banenge to gunah kaun karega,
Ae khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna,
Warna hamari maut ki dua kaun karega.
Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,
Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai.
Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare,
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai.
Pata hi nahi chala kab woh dost se hamara pyar ban gaye,
Saath gujare hua kuch pal aaj yaadgar ban gaye,
Kar na sake unse izhaar hum is baat ka,
Aur dekhte hi dekhte woh kisi aur ke dildar ban gaye.
Meri chahat mein kami kuch na thi,
Jane kyon tu begana ho gaya,
Tujhe lagta hai mai khush hun,
Mujhe hanse to jamana ho gaya.