Exam ke le-e kuch sabh
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
Tanha tanha se rahate hai.
Dard hota hai to chup hoke sahate hai.
Gam k0 yaha dikhaye kise,
Dhokha to apane hi dete hai.
Jab koi dosti ki dastan sunayega
Humko bhi koi sakhs yaad aayega,
Tab bhool jayenge zindagi ke gumoko
Jabuj aapke sath gara waqt yaad ayega.
Jine ki nayi ada di hai,
Khush rahne ki usne dua di hai,
Aye khuda jahan ki sari khushiyan use dena,
Jisne apne dil me thodi si jaga hame di hai.
Abhi hamari mohabbat kisi ko kya malum,
kisi ki dil ki haquikat kisi ko kya malum,
khuda ke waste yun na benaqab phiro,
kisi ki kaisi hai niyat kisi ko kya malum.
Pyaar pooja hai to ibadat bhi,
Tyaag hai to samarpan bhi,
Asaani se jo mil jaye woh pyaar nahi,
Badle mein jo dard de jaye wahi to sachhi inayat hai!
Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega,
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega,
Jee lo ye pal jab hum saath hai,
Kal ka kya pata, waqt kahan le jayega.
Koi chand se mahobbat karta hai
Koi suraj se mahobbat karta hai,
Hum unse mahobbat karte hai
Jo hum se mahobbat karte hai.
Kagaz bhi mere paas hai
Kalam bhi mere paas hai
Likhai bhi to kya likhe
Dil jo tumhare paas hai
Garmi is suraj se hoti hai
Tadapna zamin ko padta hai
Mohabbat aankho se hoti hai
Tadapna dil ko padta hai.
Kabhi aansu kabhi khushi bechi,
Hum gariboon ne bebasi bechi,
Chand sanse hain kharidne ke liye,
Roz marti hui zindgi bechi.
Satane lage mujhe jab mere hi saye
Pareshan hoke maine roshni bechi
Ek hum they jo khud hi bik gaye,
Varna logon ne dosti bechi.