Hindi and Indian SMS Messages

Yeh dil aapko bhula nahi sakta

(20 votes, average: 3.8 out of 5)
 Loading ...

Yeh dil aapko bhula nahi sakta,
Aisa kyo hai bata nahi sakta,
Muskil toh yeh hai ki aapko yakin nahi,
Aur main dil chir ke dikha nahi sakta.

Khwab mein aana

(5 votes, average: 3.6 out of 5)
 Loading ...

Aap mere se rahen chahe jitni door,
Khwab mein aana bas kijiye manjoor,
Chahta hoon aap ek vaada toh karen,
Phir bhale hi aap mere sath na chalen.

Har musafir sahara nahi hota

(12 votes, average: 4.58 out of 5)
 Loading ...

Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota,
Har musafir zindagi ka sahara nahi hota,
Miltay hai bohat log iss tanha zindagi mein,
Par koi dost aapsa accha, pyaara nahi hota.

Dil ko aata hai jab bhi khayal unka

(6 votes, average: 4.17 out of 5)
 Loading ...

Dil ko aata hai jab bhi khayal unka,
Tasweer se poochte hai phir haal unka,
Woh humse poocha karte thay judai kya hai,
Aaj humari samajh mein aaya hai sawal unka.

Tanha tootne ko chod gaye

(13 votes, average: 4.62 out of 5)
 Loading ...

Dil ko kisi anjaane se mode pe laakar woh,
Tanha toot jaane ko chod gaye hai,
Wapas lautoon ya aage chaloon main kya karoon,
Woh meri har raah ko andhere se jod gaye hai!

Unko tanhaai na de

(9 votes, average: 3.56 out of 5)
 Loading ...

Aye khuda hamari tarha unko tanhaai na de,
Hum jee lenge tanha magar unko judaai na de,
Hamari nigahon mein basi rahe unki surat,
Unko bhale hi hum dikhai na de.

Rishton ki baat

(10 votes, average: 4.2 out of 5)
 Loading ...

Rishton ki baat na yun chali hoti,
Daman mein aag na yun lagai hoti,
Zindagi toh waise hi pareshan thi apni,
Aur na meri pareshani yun barhai hoti.

Ehsaas bohat hoga

(7 votes, average: 4.71 out of 5)
 Loading ...

Ehsaas bohat hoga jab chor ke jayenge,
Royenge bohat magar aansu nahi aayenge,
Jab saath na de koi toh aawaz humain dena,
Aasman per bhi honge toh lout ke aaengay.

Buri neeyat

(11 votes, average: 4.18 out of 5)
 Loading ...

Ek mandir mein buri neeyat wale gayeb ho jate thay.
Amitab gaye woh gayab,
Hirithik gaye woh gayab,
Akshay gaye woh gayab,
Jab Malika gai toh khud bhagwan gayab!

Tujhe chahne wale

(7 votes, average: 3.29 out of 5)
 Loading ...

Tujhe chahne wale kam na hongay,
Waqt ke saath shayad hum na hongay,
Chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
Lekin teri yaadon ke haqdar sirf hum hongay.

Pages (217):« First...«34[5]67»...Last »