Jiski mujko talaash hai
Nazar nazar mei har nazar mei
Ek nazar ki talaash hai,
Par yeh nazar woh nazar nahi
Jiski mujko talaash hai
Nazar nazar mei har nazar mei
Ek nazar ki talaash hai,
Par yeh nazar woh nazar nahi
Jiski mujko talaash hai
Zindgi lehar thi aap sahil hue,
Na jane kaise hum apke kabil hue,
Na bhulenge hum us hassin pal ko,
Jab aap humari choti si zindgi mein shamil hue!
Mohabbat ka irada ab badal jana bhi mushkil hai
Tujhe khona bhi mushkil tujhe paana bhi mushkil hai
Jara si baat pe aankhein bheengo ke baith jaate ho
Tujhe ab dil ka haal batana bhi mushkil hai
Udaasi tere chehre pe gawara bhi nahi lekin
Tere khaatir sitaare tod kar lana bhi mushkil ha
Yaha logon ne kud pe itne parde daal rakhe hai
Kiske dil mein kya hai nazar aana bhi mushkil hai
Tujhe zindagi bhar yaad rakhne ki kasam toh nahi li
Par ek pal ke liye tujhe bhoolana bhi mushkil hai
Na pyar, na yaar,
Na mohhabat, na dosti yaro,
Aaj ke ye devdas ki bat mano,
Na chandra-mukhi, na paro,
Bas har ladki ko line maro.
Nafrat thi humse to pyar kyon kiya?
Dena the zeher to ikraar kyon kiya?
Deke zeher ab kehte ho ke peena hi hoga,
Aur jab pee gaye,
To kehte ho ki ab jeena bhi hoga
Zindagi ki asli udaan abhi baaki hai,
Zindagi ke kai imtihann abhi baaki hai.
Abhi to napi hai muthi bhar zameen aapne,
Aage abhi saara aasman baaki hai.