Sagar se wafa nibhaten hain
Sochta hun sagar ki lahero ko dekh kar
Kyu yeh kinaray se takra ker palat jaten hain
Karte hain ye sager say befawa
Ya phir sagar se wafa nibhaten hain.
Sochta hun sagar ki lahero ko dekh kar
Kyu yeh kinaray se takra ker palat jaten hain
Karte hain ye sager say befawa
Ya phir sagar se wafa nibhaten hain.
Mere pyaar ko duniya mein koi samajh na paya,
Rote thay jab tanha koi mere saath na aaya,
Mita diya khud ko unke liye pyaar mein,
Aur wo kehte hai ki mujhe pyaar karna na aaya.
Aisa Dostana hamara,
Mai Kashti tu Kinara,
Mai Dhanush tu Teer,
Mai Matar tu Paneer,
Mai Varsha tu Badal,
Mai Hot tu Cool,
Mai April tu…?
Aap kya jaano hum kitna yaad karte hain,
Maano ya na maano har pal fariyaad karte hain,
Roz khat likhte hain cartoon network ko,
Aur aapko play karne ki maang karte hain…
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nai,
Lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi,
Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nahi
Har ladki aapke liye bekarar hai,
Har ladki ko aapka intezar hai,
Ye apka koi kamal nahi hai mere bhai,
Kuch din baad”RAKHI” ka tyohar hai.