Yaad kar rahe ho ya…
Hichkiyan dilakar kaisi uljhan bada rahe ho, yaad kar rahe ho ya yaad aa rahe ho
Hichkiyan dilakar kaisi uljhan bada rahe ho, yaad kar rahe ho ya yaad aa rahe ho
Zindagi mauhtaj nahi manzilon ki waqt har manzil dikha deta hai,
Kaun marta hai kisi ke liye waqt sabko jeena sikha deta hai.
Chehara Dil se dekha jata hain, khubsurti se nahin,
Pyar Dosto se kiya jata hain, dusmano se nahin.
Height of Kanjoosi:
A Bania’s house has caught fire & he is giving missed calls to the Fire brigade!
Kanton ki seej per chalne ki hamen ab aadat hogai hay,
Na roye hamen dekh ker
Hamein aansu peene ki aadat hogai hay