Kis waqt tumhari yaad na aayi
Tum kya jano kya hoti hai tanhai
Iss tute huye patte se pucho kya hoti hai judai,
Bewafai ka naam na de zalim uss waqt se puch ke,
Kiss waqt tumhari yaad na aayi.
Tum kya jano kya hoti hai tanhai
Iss tute huye patte se pucho kya hoti hai judai,
Bewafai ka naam na de zalim uss waqt se puch ke,
Kiss waqt tumhari yaad na aayi.
Apne kirdar ko mausam se bachaye rakhna,
Laut kar phool mein wapas nahi aati khushbu.
Dil mein dhakan ki tarha aankh mein aansu ki tarha!
Tum mere paas raho phool ki khushboo ki tarha!!
Kanton ki seej per chalne ki hamen ab aadat hogai hay,
Na roye hamen dekh ker
Hamein aansu peene ki aadat hogai hay
Kaun Kehta hai mulaqat nahi hoti,
Roz milte hai magar baat nahi hoti.
Pani to pani hai,
rang kyon dekhey,
jam to jam hai,
nasha kyon dekhey,
Hum to Hum hai
to phir darpan kyon dekhey..???
Aap ke pas waqt nahi hamein yaad karne ka,
bewaqt hi karliya karo,
mana aap ke pas sari dunya hai,
kabhi hamara bhi ahsaas karliya karo.
Which is the longest toilet in the world?
Simple Jammu se Kanyakumari Railway Line.