Kya zindagi hogi
Kya zindagi hogi
Ek shayari woh kare ek shayari hum
Salaame woh maarey
Paise kamaye hum
Kya zindagi hogi
Ek shayari woh kare ek shayari hum
Salaame woh maarey
Paise kamaye hum
Be close to some one who makes you happy
But be closer to someone who can’t be happy without you.
Is anjnabi duniya mein akela ek khawaab hoon,
Sawaalo se khafa chota sa jawaab hu.
Yaaron ki mohabbat ka yaqeen kar liya main ne
Phoolon mein chupaya huwa khanjer nahi dekha.
Mobile ho toh nokia jaisa
Phone ho toh reliance jaisa
Magar bacche ho toh
Papu jaisa…:)
Aapke iss chehre ka har andaaz juda sa lagta hai,
Hai to insaan magar khuda sa lagta hain.
Ek hi hasrat hai chehre pe woh khushi aapki,
Ek muddat se nahin dekhi woh hasin aapki.
Kash ke banane wale ne ye dil SHISHE ka banaya hota,
Taki isse todne wale ke haath mein bhi jakham toh aaya hota.
Life is a waste of time, time is a waste of life,
So my friend stay wasted all the time, and have the time of your life!