Kripya dhyan de
Kripya dhyan de …
..
..
..
..
..
Dhyan dene ke liye shukriya. Ab apna kaam karo.
John: Hey bhagwan mujhe itna handsome kyun banaya, jhahan bhi jata hun ladkiya pareshan karti hai.
Bhajwan: Agar tu itna pareshan hai to (your name) kitna pareshan hoga.
Hey Krishna tu is kalyug me aake to dikha …
Tune 18 saal ki umar me mama kans ko mara, Bin Laden ko hath laga ke to dikha.
Tune pura parvat ek ungli pe uthaya, mere gym me aake ek dumbell utha k to dikha.
Tune bhari mehfil mein draupadi ko saree pehnai, Bipasa ko ek jodi kapde pehna ke to dikha.
Tune gokul k 1600 gopia sath me rakhi, mere college ki ek ladki pata k to dikha.
Hey krishna tu is kalyug me aa k to dikha …
Rahul ke baap ne kaha, “Ghar chhod do”
Maa ne kaha, “Girlfriend chhod do”
Girlfriend ne kaha “Sarab chhod do”
But my dear friend tumse kisne kaha, “SMS karna chhod do?”
Hitler raha nahi,
Saddam pakda gaya,
Bin Laden ka thikana nahi,
Veerapppan mara gaya,
Aap bhi dikhte nahin,
Lagta hai dharti par satyug aane wala hai
Lab khamosh johate hain jab tum samne aate ho,
Dil dhadkta hai jab nigahe milate ho,
Saans rukti hai jab tum muskarate ho,
Dil kamjor hai mera,
Itna kyon darate ho?
Try 2 understand n don’t disturb me more.
Leave me alone.
Last night I didn’t sleep thinking of u.
So don’t play with my life.
- Sardar says 2 mosquito.
Dil mei basa hai pyaar tera,
Aankho mei basi hai tasavir teri,
Jab bhi aati hai yaad teri,
Ham dekhte hai: TOM AND JERRY.
Tajmahal ko dekh kar bola, shahjahan ka pota:
Aaj hamara bhi bank balance hota agar dada diwana na hota
Khud ki mohabbat tabah kaun karega,
Sabhi nek banenge to gunah kaun karega,
Ae khuda sanam bewafa ko bachaye rakhna,
Warna hamari maut ki dua kaun karega.